
Originally Posted by
Sanaullahshuaib
Malang009 sb Wrote
mere khayal sey topic ye hona chahiye k aya ashat tauheed sunnah waley deobandi hain ya nahi agar wo hain to ulama e deoband k aqeedey par baat ho agar wo nahi hain to phir is taraf ayen
Jawaab
ASALAAM O ALAIKUM G
Pehlay Aap yeh bataaien keh aap Hanafi hien ya kya phir aik aur baat keh
Bhai sb ALLAH(SWT) kay fazal say hum Hayaat(Burzakhee) kay qail hien lakin mujhay summaj nahin aati keh aap log kya kehna aur batana chahtay hain_Lagta kuch yun hay keh Raza Khanees ko khush karna chahtay hien kyun keh mien nay pehlay bhi arz ki keh
"Aqeeda Humesha Quraan Aur Ahaadith e Tawaatar say hota hay"
Lakin aap log Brelvion ki tarha "Mauzoo aur Ghareeb Ahaadith" par Aqeeda bana latay hien
kuch ALLAH(SWT) ka dar dil mien rakhien kyun keh is tarha Raza khanion ko aik
"Chor Darwaaza" milay gaa aur phir
Aik arz keh Shirk ka aghaaz hee "Samaae Mautaa" kay aqeeday say shuru hota hay
Aap nay kitaab ka hawala dya jis mien koi mustanad Rawaayat nahin lagtee aur
Jahaan tak Munazray ki baat hay to yeh mat bhulien keh "Allama Younis Naumaani SB"
nay aap kay sub ustaadon ko lajawaab kar dya tha yeh aap un say puch saktay hien
aur saboot kay liay mien woh Audio Munaazara bhi aapko sunaa dun gaa
ALLAH(SWT) humien Deen may Akaabir Parasti say bachai aur QURAAN O SUNNAT Par
amal karnay ki taufeeq ata farmay Aameen********************************