Yeh G page 16 say 20 tak
Yeh G page 16 say 20 tak
Yeh G page 21 say 25 tak
Yeh G page 26 say 30 tak
Iss mai Hazrat Muahmmad S.A.W k mutaliq kahan per likha houa hai..... kindly High light tou ker dijye. K Hazoor S.A.W Hayat nahi hain.
NABI KA JO SACHA GHULAM HAI
HAMARA WOH IMAM HAI
SAHABA TOU HAMARI JAAN HAIN
Sar Bakuf Sar Buland
DeoBand DeoBand
http://www.4shared.com/video/3d0TJlz..._Mubeen_1.html
http://www.4shared.com/video/bdwcZsE..._Mubeen_2.html
http://www.usmanfarooqi.8m.com
http://www.haqqsach.weebly.com
AtharButt wrote
Iss mai Hazrat Muahmmad S.A.W k mutaliq kahan per likha houa hai..... kindly High light tou ker dijye. K Hazoor S.A.W Hayat nahi hain
Asl 2 all Muslims
Yar ALLAH(SWT) kay liay kuch safhay pooray parh lo takay masla samajh aa sakay
is kitaab mien teen swalaat kay jawaab hien.
1-NABI(SAW) ki hayaat(Dunyawi ya Barzakhi).
2-NABI(SAW) ka waseela Bizzaat.
3-Murday ka Sunna ya na sunna.
Asal mien yeh sawaal tha jo likha gya tha Darulifta Deoband India ko aur Khateeb E
Makkah tul Mukkarrma ko.Phir Donon nay fatwa jaari kya jis ki asal copy bhi saath attach
hay takay aap is ko fraad na samjhien
ALLAH(SWT) ka waasta maan jao.
Hummara kam to bas pohncha dena hay baqi aap ki marzi.
Agar aap chahtay hein to aur dalail bhi hein.Lakin pehlay is kitaab ko parho.
JazaakALLAH
Bhai agar aap pehlay wali posts delete kerdaitay tou mujhe preshani na hoti.
Abi Aap k dobara kehnay per mai nai phir say perha hai. Aur inshallah Iss ka jawab 1, 2 din mai dai doun ga. Ya agar koi bhai jawab lana pasand karay gaa.
mujhe shaid time lag jaye.
Phir bhi koshish pori karoun ga.
Dua Goo
Athar
NABI KA JO SACHA GHULAM HAI
HAMARA WOH IMAM HAI
SAHABA TOU HAMARI JAAN HAIN
Sar Bakuf Sar Buland
DeoBand DeoBand
http://www.4shared.com/video/3d0TJlz..._Mubeen_1.html
http://www.4shared.com/video/bdwcZsE..._Mubeen_2.html
http://www.usmanfarooqi.8m.com
http://www.haqqsach.weebly.com
ASL 2 all muslims
Bhai G Munazray ki baat aap nay ki
Baray dukh ki baat hay keh jab Attock may Ilyaas Ghuman G aye
aur shaid 6 say 7 foot ki dewaar phalang kar bhaag gaye Lakin aap ko yeh baat nahin pata kyunkeh aap to taasub ka maray hien sirf apni video ko phalatay hien.
Isi tarha jab Gujranwala mien Allama Khizar Hayaat sahab say baat kernay yehi Ghuman G aye
aur Idhar Udhar ki baten kar keh chalay gaye. Bahar Haal InshALLAH haq samnay aaye ga .
Log baray baray naam deten hien kabhi Wahabi,kabhi Munkir e hadees ,kabhi Mamaati etc
Per InshALLAH mien nay bhi Kuch kutub shaaya karna shuru ki hien takay aap in ko baghair taasub kay perhien aur haq ko khud jaanay na kay Molveon say.
Kaash kay video yahan upload hoti to Pura waqiay ka pasay manzar jo Ghuman G kay sath paish aya wo isi CD mien challenge kay tor per hay.
Yeh CD aap ko Bazaar mien mil sakti hay(Allama Khizar Hyaat Zinda abad) in Attock
ALLAH(SWT) hum sub ko Hidayat ata farmay Aameen Ya Rab Ul Alameen/////////////////////
![]()
Bhai 1 mazeed baat bata dejiye, mai nai sara perh lia hai.
Magar Jo sawal Deoband mai bhejay gaye hai, un mai kahan per sawal kia gaya hai, Hazoor S.A.W ki Hayat e qabar k bara mai.
Mujhe tou un mai 1 jaga per bhi in 20 sawaloun mai nazar nahi aaya. Tou iss ko aap loug is maslay k saaath kaisay munsalik ker rahay hain, k deoband ka yeh fatwa hai.
Baki Imam kaaba wali inshallah Aaj mujhe pata chal jaye gaa kya haqeeqat hai.
Pooch ker hee bataoun ga..
Baki Now a days I am busy, Hamara Audit ho raha hai. iss waja say jawabat mai late ho sakta houn.
Dua Goo
Athar
NABI KA JO SACHA GHULAM HAI
HAMARA WOH IMAM HAI
SAHABA TOU HAMARI JAAN HAIN
Sar Bakuf Sar Buland
DeoBand DeoBand
http://www.4shared.com/video/3d0TJlz..._Mubeen_1.html
http://www.4shared.com/video/bdwcZsE..._Mubeen_2.html
http://www.usmanfarooqi.8m.com
http://www.haqqsach.weebly.com
mujey nahi pata tha k ishat touheed wa sunnah waley jhoti kitabain bhi likhtey hain
مفتی عتیق الرحمٰن شہید رحمت اللہ علیہ کی شہادت سے پہلے آخری تحریر
ہم بتاتے کسے اپنی مجبوریاں
رہ گئے جانبِ آسماں دیکھ کر
Asl 2 all muslims
Athar Butt sb
Is mien yeh baat wazeh alfaaz mien hay keh NABI PAK(SAW) ki Hayaat Barzakhee hay aur yeh
Dunyawi Hayaat say Mukhtalif hay.
Jabkeh aap Hayaat e Dunyawi ke saath mantay hien.
Doosra aap ke dusray dost na kaha keh g hum nay jhoot attach kya hay
Mien nay pehlay kaha tha keh Khateeb e Makkah ka asal print bhi saath attach hay
takeh koi isay jhoot na kahay
Bahar Haal aap Haram Shareef walo par bhi jhoot boltay hien.
Halankeh Wo bhi AhleSunnat Wal Jamaat (Hanbli) hien.
Wo to kehtay hien keh
1-NABI PAK(SAW) Barzakh mien Hayaat hien Jo Afzal aur Mukhtalif hay Dunyawi Hayaat say
2-Murday Nahin Suntay.
3-Waseela Bizzaat Najaiz hay(Chahay wo kisi ka bhi ho)
ALLAH(SWT) hum sub ko hadayat ata farmay aur ghalati mananay ki bhi taufeeq
ata farmay Aameen*******************.
[attachment=0:5stg163t]basmati deobandiyo se swaal.JPG[/attachment:5stg163t]
SHAHBAZ RANA
![]()
Khaqan bahyee.
sahi kaha apa sub kahm khuwa fitne ke peeche par gaye hien. essy log jo sirf haq ka naem le ker logon ko ullo banate hien aur koye kame nahi. ALLAh essy bad bakhton ko kahtem kar de amin
شیخ الاسلام نہیں شیخ الشیطان ہے وہ
جو طاہر القادری کو شیخ مانے کیسا مسلمان ہے وہ
امام مالکؒ اور رفع یدین پر سب سے اہم نکتہ:۔
اس بارے میں سب سے اہم نکتہ جو یاد رکھنے کا ہے وہ یہ کہ امام مالکؒ کا زمانہ 100صدی ہجری کا ہے اور امام مالکؒ کی عاد ت ہے کہ اس حدیث کو ترجیح دیتے ہیں جس پر اہل مدینہ کا عمل ہو ۔ امام مالکؒ کا رفع یدین کے ترک کو ترجیح دینا اس بات کی دلیل ہے کہ امام مالکؒ کے زمانے تک مدینہ جو کہ حضور اکرمﷺ کا شہر ہے جہاں حضوراکرمﷺ کا روضہ ہے وہاں کوی رفع یدین نہیں کرتا تھا ۔
ملنگ بھای کے ایک مضمون سے اقتباس
![]()
@ Sana.
Bhai mai ab bhi keh raha houn. k Jo fatwa Deoband Say mangwaya gaya hai. Uss mai kahan per Hazoor S.A.W ki Hayat k bara mai poocha gaya hai......???
Jahan Deoband k fatway mai hai. uss ko under line ker dain.
Baki raha Ullama e Haramain ka, Tou Inayat ullah Bukhari say pehlay tamam Ahle Sunnat jiss mai Hanfi, Shafiee, Malikee aur Hanbli aatay hain, Sab ka 1 hee aqeeda tha aur hai.
Iss per Ullama e Haramain ki kitabain bhi pesh ki ja sakti hain. Jo agar mumkin houa tou mai next Saturday ya sunday tak ikathii ker loun gaa.
ya kam az kam hawalay tou ker hee loun gaa.
Aap 2 mukhtalif fatawas ko kaisay ikhatay ker saktay hain, jab k woh 2 alag maktaba e fikar hain.
Jab k mai nai ooper links bhi diye hain deoband k fatawa k.
Jin ko aap nahi mantay.
Dua goo
Athar
NABI KA JO SACHA GHULAM HAI
HAMARA WOH IMAM HAI
SAHABA TOU HAMARI JAAN HAIN
Sar Bakuf Sar Buland
DeoBand DeoBand
http://www.4shared.com/video/3d0TJlz..._Mubeen_1.html
http://www.4shared.com/video/bdwcZsE..._Mubeen_2.html
http://www.usmanfarooqi.8m.com
http://www.haqqsach.weebly.com
Asl 2 all Muslims
Yar Madni Aashiq aap ko to baat kum karnee chahiyay kyun keh aap to Tableeghi Nisaab mien phansay huway log hien jo jhoot ka palanda hien. Mien sirf Hayaation say Muthaatib hun baat kar saktay hien.
Baharhaal ajeeb baat hay keh Qari Muhammad Tayyab Sb jinhon nay to Hum Dono ko hi Deobandi aur Ahle Sunnat Wal Jamaat Qaraar dya tha Shaid 1962 mien.
Baqi Mujhay to aap ghair Muqallid ki soch walay lagtay hien Kyun keh Aap Ka Aqeeda Na to Janaab E Abu Haneefa(RA) jesa hay aur na hi baqi Aaema Salaasa(RA) say milta hay aur wasay bhi Quraan o Sunnat say alag hay.
Mujhay aap log apna masla batao keh kyunkeh shaid apko jaghrray ka nahi pata.
1-Tum NABI PAAK(SAW) ko Dunya mien Hayaat mantay ho ya Wafaat.
2-Agar Hayaat to konsi Dunyawi Ya Barzakhee.
3-Hayaat Qabal az wafaat wali ya Baad az wafaat wali.
Mujhay sawalon ka jawaab do takeh aap ki khoprri mien kuch baat samaj mien aay.
Aakhir kar aap yeh kaho gay InshALLAH
Ulamae Ahnaaf Deobandi Tauheedi Zindabad.
"reehab"] G wrote a new story
Bahar haal G
Asl 2 all Muslims
Yar aap ko chahiyay keh aap dono fareeqain ki tarha Madaan mien ayen
Na keh dono kay Munazray ka Nazaara karen.
Baqi Mujhay to aap shoqya tamashai lagtay hien kyunkeh aap jo alfaaz istemaal kertay hein wo aap keh dusray dost nahin kertay.
Aakhir mien mujhay aap log apna masla batao keh kyunkeh shaid apko jaghrray ka nahi pata.
1-Tum NABI PAAK(SAW) ko Dunya mien Hayaat mantay ho ya Wafaat.
2-Agar Hayaat to konsi Dunyawi Ya Barzakhee.
3-Hayaat Qabal az wafaat wali ya Baad az wafaat wali.
Mujhay sawalon ka jawaab do takeh aap ki khoprri mien kuch baat samaj mien aay.
Aakhir kar aap yeh kaho gay InshALLAH
Ulamae Ahnaaf Deobandi Tauheedi Zindabad.